Diye toh har koi jalaata hai is Diwali... par asli roshani woh de gaye jo khud khamosh ho gaye taaki hamari zindagi roshan ho sake. 🪔 Yeh video sirf ek illusion ya 3D art nahi hai, yeh un saare amar krantikariyon ke naam ek chhota sa salaam hai jinki badolat aaj hum khuli hawa mein saans le rahe hain.Agar dil se respect ho toh comment mein Jai Hind 🇮🇳 zaroor likhna aur ek diya apne ghar ke baahar unke naam ka zaroora jalaana. ❤️ #Diwali2026 #IndianArmy #FreedomFighters #BhagatSingh #therealityflip
Open In App